Saturday, February 8, 2014

Last Words in Someone's Memory

meri diwangi main tujho nazre karta hoon,
mere mehboob tu mujhe shamil hai,
rooh talak bas ab main sabre karta hoon...


   ab na khauff baki hai kahi, tujhe khone ka,
   bade sukoon se main ab, ye zindagi basar karta hoon...


kabhi kahin, koi hichke, aaye to samajh lena,
main aaj bhi, tujhpe utna hi asar karta hoon,


 khamoshiyaan aur tanhaiyaan, teri yado pe be-asar hai,
 ek aur vajah se, ab main tujhpe fakre karta hoon.



- Ashish Anand




MmMMeMM

1 comment:

  1. Wah :) Kya bat hai
    Kabhi kahin...... utna hi asar karta hu. Dil khus kar diya.

    ReplyDelete